| Ho1 a întrebat:

Http://youtu.be/hhdGZ_9KRL0

as vrea versurile in romana.
cine primul imi da funda+vot

2 răspunsuri:
| ღSecretღ a răspuns:

Shikdum - Shaan, Shreya Ghoshal Lyrics
Shaan:
(Koyi nahin hai kamre mein, kya haseen mila hai pal
Aaj sharaarat karne do, kaam baaki karenge kal) -2

Shreya:
Jaao baaba jaao, aise na behkaao
Hosh mein aa jaao, paagal na bano tum

Shaan:
Dilbar shikdum shikdum -8

Shaan:
Khidkiyaan kahen, parde gira do
Is tarha se na, mujhko saza do

Shreya:
Chhod do mujhe, jaane bhi do na
Hai qasam tumhein, yun zid karo na
Shaan: Kaise ye majboori, kis liye hai doori
Shreya: Ho bade diwaane, hai mujhko ye maaloom
Shaan: Dilbar shikdum shikdum -8


Shaan: Na sataao tum yun muskuraake
Choom lo sanam, baahon mein aake

Shreya:
Achcha lo chalo, haari main haari
Maan li sabhi baatein tumhaari

Shaan:
Baaton hi baaton mein, pal guzar na jaayein

Shreya:
Aao ek duje mein, ho jaayein kahin gum

Shaan:
Dilbar shikdum shikdum -8

Shreya:
(Koyi nahin hai kamre mein, kya haseen mila hai pal
Aaj sharaarat karne do, kaam baaki karenge kal) -2

Shaan:
Jaao baaba jaao, aise na behkaao
Hosh mein aa jaao, paagal na bano tum

Both:
Dilbar shikdum shikdum -8

| Maria2207 a răspuns:

Http://www.sangeethouse.com/......Top12.html


Shaan, Shreya Ghoshal - Shikdum

Întrebări similare